Sajni Lyrics JalRaj
Sajni is an amazing song by Jal The Band.
A song that touches your heart & JalRaj has just released a soothing extended version of this song
Don’t miss out
Listen to this ASAP
Sajni Lyrics
Main teri aankhon main rehta hoon
Tujhey pata na chale
Tere har pal main guzra hoon
Tujhey pata na chale
Karein to phir kya karein?
Tere bin kaise jiye?
Ankhon mein pyar liye
Bolo kahan kahan phirein?
Khafa to hum bhi hain tum bhi ho
Humein pata na chale
Judayi ka mujhe gham bhi hai
Koi aisi khata na kare
Karein to phir kya karein?
Tere bin kaise jiye?
Ankhon mein pyar liye
Bolo kahan kahan phirein?
Sajni paas bulao na
Ki dil aaj toota hai aaj toota hai
Sajan maan jao na
Ke woh aaj rootha hai aaj rootha hai
Koi Usey Manaye Na
Jaan-E-Jaan
Dil Tujhe Hi Chahe Na
ho ho o oo o
Humein dil se bhulao na
yehi ab kehna hai, ab kehna hai
tum paas aao na…aao na
Sajni paas bulao na
Ki dil aaj toota hai aaj toota hai
Sajan maan jao na
Ke woh aaj rootha hai aaj rootha hai
Related Posts
Manike Mage Hithe Hindi Version Lyrics JalRaj
Saajna x Aadat x Sajni Lyrics JalRaj
Kya Mujhe Pyaar Hai x Hai Dil Ye Mera Lyrics JalRaj
Mohabbat Badnaam Lyrics JalRaj
Aapke Pyaar Mein X Kitna Bechain Hoke Lyrics JalRaj